इन हवाओं को रोज़ खबरदार करते हैं,
हम दियों का कारोबार करते हैं
मोहब्बत को हर बार शर्मसार करते हैं,
जो लोग सिर्फ जिस्मों की बाज़ार करते हैं
कोई किसी की कहानी में बुरा नहीं बनना चाहता,
यहां सब खुदको शरीफों में शुमार करते हैं
तुमसे वफ़ा करके कुछ हासिल नहीं हुआ,
फिर भी हर बार तुमपे ऐतबार करते हैं
मुझे खौफज़दा करने में नाकाम हो जाते है,
तब ये उसूलों पर वार करते हैं
अनस आलम
In hawaon ko roz khabardar karte hain,
Ham diyon ka karobar karte hain
Mohabbat ko har bar sharmsar karte hain,
Jo log sirf jismon ki bazar karte hain
Koi kisi ki kahani me bura nahin banna chahta
Yahan sab khudko shareefon me shumaar karte hain
Tumse wafa karke kuch bhe hasil na hua,
Phir bhi har bar tumpe aitbar karte hain
Mujhe khaufzada karne me nakam ho jate hain,
Tab ye usulon par war karte hain
Anas alam

No comments:
Post a Comment